car driver
Posted 2 weeks ago
Hum apni team ke liye ek Car Driver ki hiring kar rahe hain. Agar aapke paas valid driving license hai, aapka driving experience accha hai, aur aap reliable aur punctual hain, toh hum aapko apni team mein shamil karna chahte hain.
Skills:
- Valid Driving License (LMV, HMV).
- Minimum 2 years ka driving experience.
- Basic knowledge of car maintenance.
- Excellent communication skills.
- Punctuality aur professionalism ka hona zaroori hai.